Pahadi Shuvidha Emblem
🏔️ देवभूमि उत्तराखण्ड • Stay Local • Travel Better

Pahadi Shuvidha

पहाड़ों का अपनापन, घर जैसा सत्कार

Your trusted gateway to authentic homestays, verified mountain cabs, local hill services & pure Himalayan produce across Uttarakhand.

🏡 Verified Homestays 🚖 Safe Mountain Drivers ☕ Cozy Mountain Cafés 🌿 Authentic Pahadi Products
↓
📚 Pahadi Library • Hindi E-books

पहाड़ छूटा है, पहाड़ीपन नहीं

देवभूमि की विरासत, अब आपकी उंगलियों पर।
Jo gyaan peedhi-dar-peedhi zubaani chalta aaya, wo ab kitaab me — taaki pahad ki pehchaan kabhi na mite.

NEW पहाड़ की रसोई e-book cover
Pahad se door rehne walon ke liye

पहाड़ की रसोई — 50 पारंपरिक व्यंजन

Ghar se door hain, par pahad ka khana yaad aata hai? Dadi-nani ke haath ka swaad, ab aapke apne kitchen me.

  • Phaanu, Chainsoo, Kafuli, Arsa, Bal Mithai
  • 6 adhyay, 50 vyanjan, aasaan Hindi me
  • Bachchon ko apni jadon se jodne ka tareeka
₹199Turant download Buy Now →
Delhi se Mussoorie Driver Guide e-book cover
Taxi drivers ke liye

दिल्ली से मसूरी: Driver Guide

Mussoorie me ek galat mod, aur ghanton ka jam. Tourist naraz, din kharab. Ye guide aapko pehle se taiyaar rakhti hai.

  • Poora rasta, parking ki sahi jagah
  • Zaroori niyam, taaki challan na kate
  • Top 10 jagahein jahan tourist le jaayein
₹155Turant download Buy Now →
⚡ 1 minute me download 🔒 Razorpay se safe UPI payment 📱 Phone par padhein 🙏 Pahad ke ek bete ki likhi
Yash Rawat, founder of Pahadi Shuvidha
🙏 Hamare Baare Mein

पहाड़ का बेटा, पहाड़ की सेवा में

Yash Rawat — Dindan, Dhumakot (Pauri Garhwal)

Namaste, main Yash Rawat hoon. Bachpan se dekha ki bahar se aane walon ko sahi cab, achha homestay aur bharosemand log dhoondhne me kitni dikkat hoti hai. Aur hamare gaon ke achhe homestay, café aur kaarigar online kisi ko dikhte hi nahi.

Isliye Pahadi Shuvidha banaya — taaki aap ek jagah se bharose ke saath book kar sakein, aur pahad ke local logon ko kaam mile. Har partner ko main khud jaanta hoon. Koi bhi dikkat ho, to seedha mujhe call karein.

🌐 Website 2024 se 🚖 Booking service 2026 se 📍 Dhumakot se, pahad ke liye

Booking Kaise Hoti Hai?

3 aasaan step. Koi app download nahi, koi lamba form nahi.

1

Service chuniye

Cab, homestay ya café — jo chahiye, uska page kholiye aur details bhariye.

2

Chhota advance

Cab ₹100, homestay ₹200, café ₹20. Baaki paisa service ke time.

3

WhatsApp par confirm

Aapki booking WhatsApp par confirm hoti hai. Koi sawaal ho to seedha call karein.

Why Choose Pahadi Shuvidha?

🤝

Local Trust

Born and raised in the hills, we understand Pahadi needs.

💰

Seedha Hisaab

Price pehle se clear. Koi hidden charge nahi.

🏔️

Pahadi Expertise

Deep knowledge of local terrain, culture, and services.

📞

Owner se Seedhi Baat

Call centre nahi — seedha Yash se baat. Ek call pe sab kuch.

9
Service Categories
135+
Cab Pickup Points
₹100
Se Cab Booking
1
Call me Madad

Ready to Explore Uttarakhand?

💬